Poetry by Faraz

*Just made this:*

"Shakki-mizaaj ka andaza hogaya tha Faraz,
Jab wo´h leyti thi talaashi, khol kar har eik draaz."
 
Good , we have a Faraz here on PP also.

I don´t need to add his name to my couplets anymore.

"Teri nazro´n ne kiya dil chori,
Phir judai ne ki aisi kamzori,
Eik seyhat-mannd bannda bann gya bhindi tori."

"Ishq-khumari hui teri payal ki jhankaar se,
Phir shifa mili tere bhai ki maar se."

"Laato`n ke bhoot baato`n se nahi`n maantey,
Tere Abbu ki bandook na hoti, hum kabhi na bhaagtey."
 
I read this written on truck

dunia mei aatay hein kitnay chakkar
subha Karachi shaam sukkhur


& on auto rickshaw

Maa ki dua jannat ki hawa
baap ki dua ja beta rickshaw chala
 
گفتگو اچھی لگی ذوق نظر اچھا لگا
مدتوں کے بعد کوئی ہم سفر اچھا لگا
 
Back
Top